Bharat Mulawus ho sakta hae….
” Lahore dhamakey mae Bharat Mulawas ho sakta hae ” … Law Minister Punjab Rana Sanaullah
hmmmmmm…….
Mujhey 10 minutes pehlay tak tu neend aa rahi thi , ub nahi aa rahi
-Bharat Mulawas ho sakta hae
Myri maid ne kal myrey fav. scarf ki washing machine mae dhajiaan bkhear di–
RAW ki shararat lagti hae [...]